[Hindi]how to make your New YouTube channel discoverable in search
Namaskar dosto,
Kaise aap sabhi log
Aaj m aapko bataaunga agar aapke apna Naya YouTube channel banbaya h or aapka channel search m nahi aa raha h toh aap use kaise search main laa sakte hain
Ye karna bahut hi aasaan hota
Iske liye Maine aapko Jo step bataye hain voh aapko follow Karne h bas
Step no.1
Sabse pahle aapko apna browser open karna h uske baad aapko apne Google account se log in karna h jisse aapne apna YouTube channel banaya tha
Jaisa ki Maine log in kar liya h
Step no.2
Iske baad aapko ye Google product option par click Karne k baad aapko YouTube par click karna h isse aap YouTube waale page par pahuch jaayenge
Step no.3
Ab aapko YouTube page par YouTube option ko click Karne k baad my channel par jaana h
Step no.4
Ab aapko video manager par click karna h phir aapko channel par click karna h uske baad aapko advance option par click karna h
Step no.5
Ab ye last step Jo ki Sabse important bhi h
Ab aapko advance par click Karne k baad channel keywords daalna h
Example k liye mere channel ka naam h "Hindi YouTube channel" ye keywords aapko channel m isi " ye symbol lagakar input Karna h iske baad aapka channel discoverable hone lagega
Aapka ye post dekhne or padne k liye bahut bahut dhanyawaad
For contact me
www.facebook.com/techoarun
Comments
Post a Comment